Tere Bin
by Khadija Rana
Tere Bin
Jis jaga chhor gaye thay wahin khara hoon
Ke jahaan tum humein uss jaga jaana hai
har shaks ne tumhe bewafa qarar diya
Par humney shayed tumhe deyr se pehchana hai
Yun raha main bhatka chala jaa raha hoon
Par humein manzil nahin tumhe paana hai
Aaj bhi yun tumhare anay ki aas lagaye betha hoon
Kyun ke tumhare beghair dil hi kya pura shehr begana hai.